RADD E BATIL

QABR ME NAMAZ AUR SABIT ALBANANI RH

ASSALAMU ALAIKUM WARAHMATULLAHI WABARAKATUH

 

QABR ME NAMAZ AUR SABIT AL BANANI RH

 

TABQAT IBN E SA’AD ki ek RIWAYAT me hai :

 

” أَخْبَرَنَا عَفَّانُ بْنُ مُسْلِمٍ قَالَ: حَدَّثَنَا حَمَّادُ بْنُ سَلَمَةَ عَنْ ثَابِتٍ قَالَ: إِنْ كُنْتَ أَعْطَيْتَ أَحَدًا الصَّلاةَ فِي قَبْرِهِ فَأَعْطِنِي الصَّلاةَ فِي قَبْرِي ”

 

HAMMAD BIN SALMAH se RIWAYAT hai ki SABIT (BIN ASLAM ALBANANI) RH ne kaha : ( AYE ALLAH) agar tune kisi ko uski QABR me NAMAZ padhne ki IJAZAT di hai to mujhe (bhi) meri QABR me NAMAZ padhne ki TAUFEEQ ATAA farma.

 

[[ TABQAT UL KUBRA JILD JILD 7 SAFA 174 SANAD SAHEEH ]]

 

SCAN

Ek DOOSRI RIWAYAT me hai :

 

” حَدَّثَنَا سَعِيدُ بْنُ أَسَدٍ حدثنا ضمرة عن ابن شوذب قال: سمعت ثَابِتًا الْبُنَانِيَّ يَقُولُ: اللَّهمّ إِنْ كُنْتَ أَعْطَيْتَ أَحَدًا مِنْ خَلْقِكَ يُصَلِّي لَكَ فِي قَبْرِهِ فَأَعْطِنِيهِ ”

 

ABDULLAH BIN “SHAUZAB (شوذب)” se RIWAYAT hai ki mai ne SABIT ALBANANI ko kehte hue suna : aye mere ALLAH ! Agar tune apni MAKHLOOQ me se kisi ko QABR me NAMAZ padhne ki IJAZAT di hai to mujhe bhi ye IJAZAT dena.

 

[[ AL MA’RIFA WAT TARIKH JILD 2 SAFA 99 SANAD HASAN, HILYATUL AULIYA JILD 2 SAFA 319 ]]

 

SCAN

Ye ek DUA hai jo SABIT ALBANANI RH ne mangi hai.

 

Ek RIWAYAT is tarah hai ki :

” حَدَّثَنَا أَبُو حَامِدِ بْنُ جَبَلَةَ قَالَ: ثنا مُحَمَّدُ بْنُ إِسْحَاقَ السَّرَّاجُ، قَالَ: ثنا عُمَرُ بْنُ شَبَّةَ، قَالَ: ثنا يُوسُفُ بْنُ عَطِيَّةَ، قَالَ: سَمِعْتُ ثَابِتًا، يَقُولُ لِحُمَيْدٍ الطَّوِيلِ: «هَلْ بَلَغَكَ يَا أَبَا عُبَيْدٍ أَنَّ أَحَدًا يُصَلِّي فِي قَبْرِهِ إِلَّا الْأَنْبِيَاءَ؟» قَالَ: لَا، قَالَ ثَابِتٌ: «اللهُمَّ إِنْ أَذِنْتَ لِأَحَدٍ أَنْ يُصَلِّيَ فِي قَبْرِهِ فَأْذَنْ لِثَابِتٍ أَنْ يُصَلِّيَ فِي قَبْرِهِ» قَالَ: وَكَانَ ثَابِتٌ يُصَلِّي قَائِمًا حَتَّى يَعْيَا فَإِذَا أَعْيَا جَلَسَ فَيُ ”

 

MAFHOOM => YUSUF BIN ATIYA (MATROOK) ne kaha :

 

” فَأْذَنْ لِثَابِتٍ أَنْ يُصَلِّيَ فِي قَبْرِهِ ”

 

Pas SABIT ko unki QABR me NAMAZ padhne ki IJAZAT mil gayi.

 

[[ HILYATUL AULIYA JILD 2 SAFA 319 ]]

 

TABSERAH => Ye RIWAYAT YUSUF BIN ATIYA ki wajah se MAUZOO hai.

 

IMAM HAKIM RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” روى عن ثابت البنانی أحاديث مناكير ”

 

Ye SABIT ALBANANI RH se MUNKAR RIWAYAAT BAYAN karta tha .

 

[[ AL MUDKHAL ILAS SAHEEH SAFA 231 ]]

 

SCAN

 

continue reading

 

IMAM IBN ADEE RH YUSUF BIN ATIYA ki BAYAN KARDAH RIWAYAAT NAQAL karne ke baad farmate hain :

 

” وهذه الأحاديث عن ثَابِت وله غير هذا عن ثَابِت وكلها غير محفوظة ”

 

Ye TAMAM AHADEES jo (YUSUF BIN ATIYA) SABIT ALBANANI RH se NAQAL karta hai aur unke ALAWAH wo jo AHADEES “SABIT” se BAYAN karta hai sab GHAIR MAHFOOZ hain.

 

[[ AL KAMIL LA IBN ADEE JILD 8 SAFA 482 ]]

 

SCAN

 

IMAM IBN HIBBAN RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” كَانَ مِمَّن يقلب الْأَسَانِيد وَيلْزق الْمُتُون الْمَوْضُوعَة بِالْأَسَانِيدِ الصَّحِيحَة وَيحدث بهَا لَا يجوز الِاحْتِجَاج بِهِ بِحَال ”

 

Ye ASAANEED me TABDEELI kar deta tha, MANGHADAT RIWAYAAT par SAHEEH AHADEES FIT kar deta tha , ye kisi HAAL me bhi QABIL E HUJJAT nahi.

 

[[ AL MAJROOHEEN JILD 2 SAFA 487 ]]

 

SCAN

 

IMAM UMRO BIN ALI AL FALLAS RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” نا عبد الرحمن نا محمد بن إبراهيم أنه حدثه عمرو بن على بأن يوسف [بن عطية – ٣] الصفار ابا سهل مولى الانصار كثير الوهم والخطأ ”

 

Is RAAWI se bahut zyadah WAHEM aur GHALATIYA’N SAADIR hui hain.

 

[[ AL JARAH WA TA’DEEL JILD 9 SAFA 226 ]]

 

SCAN

 

IMAM IBRAHEEM BIN YA’QOOB AL JOZJAANI RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” لا يحمد حديثه ”

 

Inki koi HADEES TA’REEF ke LAAYEQ nahi.

 

[[ AHWAAL UR RIJAAL SAFA 118 RAQAM 193 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU NU’AYM ALASBAHANI RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

” فِي حَدِيثِهِ نَكَارَةٌ ”

 

Inki HADEES me NAKAARAT hai.

 

[[ HILYATUL AULIYA JILD 2 SAFA 332 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU JA’FAR AL UQAILEE RH YUSUF BIN ATIYA ki BAYAN KARDAH ek RIWAYAT ke baare me farmate hain :

 

” لَيْسَ لِهَذَا الْحَدِيثِ إِسْنَادٌ يَثْبُتُ ”

 

Is HADEES ki SANAD SABIT nahi

 

[[ AZ ZUAFA AL KABEER LIL UQAILEE JILD 4 SAFA 455 ]]

 

SCAN

 

ALI BIN MADEENI RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” کانا ضعیفا ”

 

Wo ZAEEF tha.

 

[[ SU’ALAAT IBN ABI SHAIBA LA IBN UL MADEENI SAFA 166 ]]

 

SCAN

 

IMAM BUKHARI RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” منکر الحدیث ”

 

Ye MUNKAR UL HADEES RAAWI hai.

 

[[ TARIKH UL KABEER JILD 8 SAFA 387 , AZ ZUAFA AS SAGHEER JILD 1 SAFA 142 RAQAM 433 TEHQEEQ ABIL AINAIN ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU HATIM AL RAAZI RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” منکر الحدیث ”

 

Ye MUNKAR UL HADEES RAAWI hai.

 

[[ AL JARAH WA TA’DEEL JILD 9 SAFA 227 RAQAM 950 ]]

 

SCAN

 

IMAM NISAA’I RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” متروک الحدیث ”

 

Ye MATROOK UL HADEES RAAWI hai.

 

[[ AZ ZUAFA WAL MATROOKEEN SAFA 246 RAQAM 646 ]]

 

SCAN

 

IMAM IBN HAJAR ASQALANI RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” متروک ”

 

Ye MATROOK RAAWI hai.

 

[[ TAQREEB UT TAHZEEB SAFA 1094 RAQAM 7930 ]]

 

SCAN

 

Ek doosri jaga YUSUF BIN ATIYA ki BAYAN KARDAH ek RIWAYAT ke baare me farmaate hain :

 

” قلت : وھو حدیث منکر من أجل يوسف بن عطية، فإنه ضعيف جدا ”

 

Mai kehta hu ye HADEES MUNKAR hai YUSUF BIN ATIYA ki wajah se , q ki ye bada SAKHT ZA’EEF RAAWI hai.

 

[[ TABYAAN UL AJAB SAFA 20 ]]

 

SCAN

 

IMAM HAITHMEE RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” وھو متروك ”

 

Aur wo MATROOK RAAWI hai .

 

[[ MAJMA UZ ZAWAID JILD 3 SAFA 138 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU BAKAR BAIHAQEE RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” ضعیف ”

 

Ye ZA’EEF hai.

 

[[ SHO’A BUL EEMAN JILD 10 SAFA 97 RAQAM 7223 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU ZUR’AH RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” ضعیف الحدیث ”

 

[[ AL JARAH WA TA’DEEL JILD 9 SAFA 226,227 RAQAM 950 ]]

 

SCAN

 

IMAM AHMAD BIN SALEH AL IJLEE RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” ضعیف الحدیث ”

 

Ye HADEES me ZA’EEF hai.

 

[[ MA’RIFAT US SIQAAT LIL IJLEE JILD 2 SAFA 376 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU BAKAR AL BAZZAR RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” وھو لین الحدیث ”

 

Aur wo HADEES me KAMZOR hai.

 

[[ KASHFUL ASTAAR AN ZAWAID UL BAZZAR JILD 1 SAFA 26 ]]

 

SCAN

 

YA’QOOB BIN SUFIYAN AL FASWEE RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” لین الحدیث ”

 

Ye HADEES me KAMZOR hai.

 

[[ KITAB UL MA’RIFA WAT TARIKH JILD 3 SAFA 60 ]]

 

SCAN

 

IMAM YAHYA BIN MU’EEN RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” لَيْسَ بِشَيْء ”

 

Ye kuch bhi nahi.

 

[[ TARIKH YAHYA IBN MU’EEN JILD 4 SAFA 109 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU DAAWUD AS SAJISTAANI RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain :

 

” لَيْسَ بِشَيْء ”

 

Ye kuch bhi nahi.

 

[[ SU’ALAAT ABI UBAID AL AAJURI LA ABI DAAWUD JILD 1 SAFA 375 , 376 ]]

 

SCAN

 

IMAM ZAHBI RH YUSUF BIN ATIYA ke baare me farmate hain:

 

” مجمع على ضعفه ”

 

Uske ZA’EEF hone par IJMA’A hai.

 

[[ MEEZAN UL AI’TEDAAL JILD 4 SAFA 468 ]]

 

SCAN

 

Ek DOOSRI RIWAAYAT me hai ki :

 

” حَدَّثَنَا عُثْمَانُ بْنُ مُحَمَّدٍ الْعُثْمَانِيُّ، قَالَ: ثنا إِسْمَاعِيلُ بْنُ عَلِيٍّ الْكَرَابِيسِيُّ، قَالَ: حَدَّثَنِي مُحَمَّدُ بْنُ سِنَانِ الْقَزَّازُ، قَالَ: ثنا شَيْبَانُ بْنُ جِسْرٍ، عَنْ أَبِيهِ، قَالَ: ” أَنَا وَاللهِ الَّذِي لَا إِلَهَ إِلَّا هُوَ أَدْخَلْتُ ثَابِتًا الْبُنَانِيَّ لَحْدَهُ وَمَعِيَ حُمَيْدٌ الطَّوِيلُ أَوْ رَجُلٌ غَيْرُهُ شَكَّ مُحَمَّدٌ قَالَ: فَلَمَّا سَوَّيْنَا عَلَيْهِ اللَّبِنَ سَقَطَتْ لَبِنَةٌ فَإِذَا أَنَا بِهِ يُصَلِّي فِي قَبْرِهِ فَقُلْتُ لِلَّذِي مَعَهُ: أَلَا تَرَى؟ قَالَ: اسْكُتْ فَلَمَّا سَوَّيْنَا عَلَيْهِ وَفَرَغْنَا أَتَيْنَا ابْنَتَهُ فَقُلْنَا لَهَا: مَا كَانَ عَمَلُ أَبِيكَ ثَابِتٍ؟ فَقَالَتْ: وَمَا رَأَيْتُمْ؟ فَأَخْبَرْنَاهَا فَقَالَتْ: كَانَ يقُومُ اللَّيْلَ خَمْسِينَ سَنَةً فَإِذَا كَانَ السَّحَرُ قَالَ فِي دُعَائِهِ: اللهُمَّ إِنْ كُنْتَ أَعْطَيْتَ أَحَدًا مِنْ خَلْقِكَ الصَّلَاةَ فِي قَبْرِهِ فَأَعْطِنِيهَا “، فَمَا كَانَ اللهُ لِيَرُدَّ ذَلِكَ الدُّعَاءَ ”

 

MAFHOOM=> JISR BIN FARQAD (جسر بن فرقد) se RIWAYAT hai ki usne SABIT ALBANANI RH ko QABR me NAMAZ padhte dekha.

 

[[ HILYATUL AULIYA JILD 2 SAFA 319 ]]

 

TABSERAH=> ye SANAD MAUZOO’A hai.
PEHLI WAJAH : JISR BIN FARQAD ZA’EEF WA MATROOK RAAWI hain.

 

IMAM ABU JA’FAR AL UQAILEE RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” جَعْفَرُ بْنُ جَسْرِ بْنِ فَرْقَدٍ الْقَصَّابُ بَصْرِيٌّ وَحِفْظُهُ فِيهِ اضْطِرَابٌ شَدِيدٌ، كَانَ يَذْهَبُ إِلَى الْقَدَرِ وَحَدَّثَ بِمَنَاكِيرَ ”

 

JA’FAR BIN JISR BIN FARQAD QASSAB BASREE uske HIFZ me SHADEED IZTERAAB tha , aur ye QADRIYAH ki taraf MAAYEL tha , aur usne MUNKAR AHAADEES BAYAN ki hai.

 

[[ AZ ZUAFA AL KABEER LIL UQAILEE JILD 1 SAFA 187 ]]

 

SCAN

 

IMAM YAHYA BIN MU’EEN RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” لَيْسَ بشَيْءٍ، ولاَ يكتب حديثه ”

 

Ye kuch bhi nahi , Isse HADEES na likhi jaye.

 

[[ AL KAMIL LA IBN ADEE JILD 2 SAFA 421 ]]

 

SCAN

 

IMAM IBN HIBBAN RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” كَانَ مِمَّن غلب عَلَيْهِ التقشف حَتَّى أغضى عَن تعهد الْحَدِيث فَأخذ يهم إِذا روى ويخطيء إِذَا حدث حَتَّى خرج عَن حد الْعَدَالَة ”

 

In par SOOFIYANA ZINDAGI GHALIB thi , HADEES DOHRAANE tak ka EHTEMAAM na kiya , lehaaza GHALATIYA’N aur AUHAAM LAAHEQ hone lage , aur IS QADAR BADHE ki NA QABIL E A’ITEBAAR thehre .

 

[[ KITAB UL MAJROOHEEN JILD 1 SAFA 257 , 258 ]]

 

SCAN

 

IMAM IBN ADEE RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” ولجسر بْن فرقد هَذَا غير ما ذكرت من الْحَدِيث وليس بالكثير وأحاديثه عامتها غير محفوظة ”

 

JISR BIN FARQAD ki MAZKOORAH BAALA ke ALAWAH bhi AHAADEES hain , lekin ZYADA NAHI , aur UMOOMAN sab GHAIR MAHFOOZ ya’ni SAAZ hain.

 

[[ AL KAMIL LA IBN ADEE JILD 2 SAFA 425 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU HATIM AL RAAZI RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” ليس بالقوي كان رجلا صالحا ”

 

Wo QAWEE nahi aur wo ek SALEH SHAKHS tha.

 

[[ AL JARAH WA TA’DEEL JILD 2 SAFA 539 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU DAAWUD AS SAJISTAANI RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” ضعیف ”

 

Ye ZA’EEF RAAWI hai.

 

[[ SU’ALAAT ABI UBAID AL AAJURI JILD 1 SAFA 362 ]]

 

SCAN

 

IMAM NISAA’I RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” ضعیف ”

 

Ye ZA’EEF RAAWI hai.

 

[[ AZ ZUAFA WAL MATROOKEN SAFA 74 ]]

 

SCAN

 

IMAM DAARQUTNI RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” متروك ”

 

Ye MATROOK RAAWI hai .

 

[[ SU’ALAAT AL BARQAANI LID DAARQUTNI TEHQEEQ AL QASHQAREE SAFA 20 ]]

 

SCAN

 

IMAM ABU BAKAR AL BAZZAR RH JISR BIN FARQAD ke baare me farmate hain :

 

” لین الحدیث ”

 

Ye HADEES me KAMZOR hai .

 

[[ KASHFUL ASTAAR AN ZAWAID UL BAZZAR JILD 3 SAFA 52 ]]

 

SCAN

 

DOOSRI WAJAH : MUHAMMAD BIN SINAAN AL QAZZAZ (محمد بن سنان القزاز) ZA’EEF RAAWI hai.

 

IMAM IBN HAJAR ASQALANI RH MUHAMMAD BIN SINAAN AL QAZZAZ ke baare me farmate hain :

 

” ضعیف ”

 

Ye ZA’EEF RAAWI hai.

 

[[ TAQREEB UT TAHZEEB SAFA 851 ]]

 

SCAN

 

TEESRI WAJAH : ISMA’EEL BIN ALI AL KARABEESI MAJHOOL UL HAAL RAAWI hai.

 

CHAUTHI WAJAH : USMAN BIN MUHAMMAD AL USMANI MAJHOOL UL HAAL RAAWI hai.

 

SABIT HUA KI YE RIWAYAT SABIT HI NAHI HAI. YA’NI YE SANAD ZULUMAAT HAI.

 

TAMBIYAH : is MARDOOD RIWAYAT ko ABDUL HAYI LAKHNAWI RH ne bahawala HILYATUL AULIYA ” حدثنا عثمان ابن محمد العثمانی : حدثنا اسماعیل بن علی الکرابیسی : حدثنا محمد ابن سنان : حدثنا سنان عن أبیه ” ki SANAD se NAQAL kiya hai.

 

[[ IQAMATUL HUJJAH SAFA 70 WA MAJMOO’A RASAAIL LAKHNAWI JILD 2 SAFA 176 ]]

 

SCAN

 

LAKHNAWI SAHAB se ise ZAKARIYAH DEOBANDI SAHAB ne apni KITAB me NAQAL kar ke AWAAM UN NAAS ke saamne PESH kar diya hai. Dekhiye

 

[[ FAZAIL E NAMAZ SAFA 260 , NEZ DEKHIYE FAZAIL E AA’MAAL SAFA 361 ]]

 

SCAN

 

ZAKARIYAH SAHAB se ise kisi NOOR MUHAMMAD QADRI (DEOBANDI) NAAMI SHAKHS ne BATAUR E ISTEDLAL HUJJAT NAQAL kar ke ” QABR ME NAMAZ ” aur ” AQEEDAH HAYAAT E QABR ” ka SUBOOT FARAAHAM karne ki KOSHISH ki hai , DEKHIYE DEOBANDIYO’N KA :

 

[[ MAHANAMA AL KHAIR MULTAN JILD 24 SH7MARAH 5 JUNE 2006 SAFA 25 WA 249 ]]

 

SCAN

 

ARZ hai ki MUHAMMAD BIN SINAAN AL QAZZAZ ke SHADEED ZA’EEF aur AL KARABEESI WA AL USMAANI ki JIHAALAT ke sath sath aur uske BAAP (ABU SINAAN) ka koi ATA PATA MA’LOOM nahi hai.

 

AIN MUMKIN hai ki ABDUL HAYI SAHAB wale NUSKHE me ” شيبان بن جسر عن أبيه ” ko ” سنان عن أبيه ” likh diya gaya ho.
Is MARDOOD RIWAYAT ko ABDUL HAYI LAKHNAWI SAHAB ka beghair TEHQQEQ O JARAH ke NAQAL karna aur phir unki KORANA TAQLEED me ZAKARIYA SAHAB , NOOR MUHAMMAD QADRI DEOBANDI aur MASOOLEEN MAHANAMA ALKHAIR MULTAN ka AAM logo’n ke samne BATAUR E HUJJAT O ISTEDLAL PESH karna GHALAT HARKAT hai , ULAMA ko chahiye ki AWAAM ke samne sirf wahi RIWAYAT PESH kare’n jo ki SAHEEH wa SABIT ho’n . Is SILSILE me ULAMA ko chahiye ki poori TEHQEEQ karen warna phir KHAMOSH rehna hi BEHTAR hai.

 

NABI E KAREEM SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM KA IRSHAD HAI KI :

 

” من صمت نجا ”

 

Jo KHAMOSH raha usne NIJAAT payi.

 

[[ KITAB UZ ZUHUD LA IBN UL MUBARAK SAFA 142 RAQAM 385 WA SANAD HASAN , SUNAN TIRMIZI RAQAM 2501 ]]

 

SCAN

 

KHULASATUT TAHQEEQ=> ye baat to SABIT hai ki MASH’HOOR TABE’EE SABIT BIN ASLAM ALBANANI RH QABR me NAMAZ padhne ki DUA karte the magar ye baat SABIT nahi ki unhone QABR me NAMAZ padhi hai . ZA’EEF O MAJHOOL RAAWIYO’N ki BUNIYAD par is QISM ke DA’WAY karna ki SABIT RH QABR me NAMAZ padhte the , GHALAT AUR MARDOOD HAI .

[[ FATAWA ILMIYA ZUBAIR ALI ZAI RH JILD 1 SAFA 171 ]]

 

UPLOADED BY==>AMIR ADNAN

 

 

 

Standard

Leave a comment